Комментарии:
Welcome
ОтветитьVai mene tumhara video dekhke tally sikha aur aapne to sab video nhi banaya to gyan gya ka sara video dekhke ekdin me mene tally sikha aur aaj 9 din hua me acccountant ki job kar raha hu 10000 ki salary hai meri
ОтветитьSir aap tally video banane me bahat late karteho.
ОтветитьSir mai apane laptop me play store se koi bhi apps download nahi kar pa raha hu
Apps download karate samay yah bol raha ki yah apps dusari device me sangat hai
Dusara Gmail I'd dalane ke bad bol raha ki playstore ko Gmail id me access kare yah sab kaise hoga please mujhe bataye
Very nice teaching skills.
Ответитьsir you have any cable tv related monthly bill video do please
ОтветитьSir please could you make the video for VAT
ОтветитьSir g Tally ka extension kya hota h 🙏🙏🙏🙏
ОтветитьThank you so much sir
ОтветитьSir invoice ko dekh kar kaise पता चलेगा कि payment कैश हुई है या नहीं क्युकी invoice पर mode of payment पर कुछ भी mention नहीं है
ОтветитьSir mera 1 qus hai agr hum sale ki entry karte hai consumer ko uske name se
But vo as a cash na hokar finace par hai jaise ki
Bajaj finance
Capital first
Hdb se hai hume to paise next day bank mein deposit ho jate hai but consumer ke liye finance par hai
To entry kaise paas karye
Sir ah kacha bill bnaya a fir gst da ? Te sir ede ch fir end ch round off nhi auga?
ОтветитьTy bro
Ответитьif different tax rate hai to....
ОтветитьMain ak unregistered party ko sale kiya hun 50000 customer ne 30000 mere account main cash depositee kiya hai aur baaki ka outstanding 2days main deposited kar dega ,to main iss process ko kya kahuga , cash sale ya credit sale
ОтветитьSir kya cash sale me payment received ke liye f6 me entry karni padegi ya direct sirf cash sale f8 se hi payment received ka action complet ho jayega.
Ответитьagar hamare paas 100 invoice he or usme se kisi ne bill maang liya to kya poori 100 invoices chek karni padegi
ОтветитьSir receipt ka entry karne ka kya iss case me?
ОтветитьPaytm, google pay, phone pay, Swip machine se cash sale ka tally me entry kaise kare
ОтветитьSir in cash sales no need to receive( F6) and payment entry (F5) ??
ОтветитьCash sale ki cash received entry karna padega kya sir?
ОтветитьMain sale voucher me register parti ka ledger me sale karte hai aur payment cash me receipt karte h thik h ya nahi
ОтветитьRAMESH TRADING CO DELHI
YE NAME BALANCE SHEET PE KOYI EFECT HOGA??
Sir kisi ko udhar maal dena hai to uski antry kaise karenge
ОтветитьSale cash me karoge to vo receipt me entry jayegi
Kyunki vo hame paise de rha he
Sir ji to f5 me alg se recept nhi krna padega cash bill banate Hai to?
ОтветитьAap bahut acche se samjhate h
ОтветитьYe cash ledger kis head me aata hao
ОтветитьIsme ye kon btayaga ki... Koi humra purna debtor hain or wo credit main maal leta hain or ab wo cash main lega to uski entry to nahi btayi....
Ответитьsir wo paisa bank entry me kya ledger bna ke recive kre
ОтветитьSubject kuch tha bol kuch gye
Bakas jyada ho gya bhai.
F6 yani receipt me cash ki entry batani thi aapko