Aey Mere Baba Jaan اے میرے بابا جاں | Shahid Baltistani Nohay 2021 | Nohay 2021 | Muharram 2021

Aey Mere Baba Jaan اے میرے بابا جاں | Shahid Baltistani Nohay 2021 | Nohay 2021 | Muharram 2021

Shahid Baltistani

2 года назад

1,689,304 Просмотров

Ссылки и html тэги не поддерживаются


Комментарии:

Shahid Baltistani
Shahid Baltistani - 15.08.2021 13:37

اے میرے بابا جاں ہورہی ہے اذاں
سر چھپاوْں کہاں۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔

Ответить
Fatima
Fatima - 06.11.2023 09:57

Very good recitation

Ответить
Fatima
Fatima - 06.11.2023 09:56

Mash

Ответить
Salim Pangarkar
Salim Pangarkar - 04.11.2023 07:14

Mashallah. Sir. Great. Noha. And. Very. Voice. Touching. Noha. 😂

Ответить
Syed anwer Jahan
Syed anwer Jahan - 29.10.2023 20:37

MashaAllah 👌 AllahPak Panjetan Pak k Sadqe Salamat rakhen khoosh raho kamyab Zindagi guzaren Aameen

Ответить
Taqdeem Abbas
Taqdeem Abbas - 21.10.2023 17:49

Jazakallah very nise noha ❤❤😭😭😭

Ответить
Tigar 1707
Tigar 1707 - 13.10.2023 02:37

Better than Nadeem Sarwar & Farhan Ali Waris ....... So Simple , so sweet voice , so much touching lehja ....... 👍👍👍👍🌹❤️😢😢😢😢😢

Ответить
True Religion
True Religion - 03.10.2023 19:16

Hayeeeee😭 😭 💔

Ответить
shonki
shonki - 26.09.2023 19:53

Who is listening in 2023

Ответить
s.m
s.m - 26.09.2023 11:54

A lot of hate for shea religion.
Bt this noha is heart touching

Ответить
Fatima Sohail
Fatima Sohail - 22.09.2023 05:01

ہاءے😭💔

Ответить
Fatima Sohail
Fatima Sohail - 22.09.2023 04:52

ہاءے😭💔

Ответить
𝐀𝐳𝐚𝐝𝐚𝐫 👽
𝐀𝐳𝐚𝐝𝐚𝐫 👽 - 15.09.2023 15:11

Us Waqt Jab Ke ZAINAB (S.A.) Darbar May Gayi Thi

Khaari Namaziyon Se Mehfil Saji Hui Thi

Zaalim Ye Poochta Tha GHAZI (A.S.) Tera Kahan Hai

Balon Se Moo Chupaye ZAINAB (S.A.) Ye Keh Rahi Thi



Ay Mere Baba Jaan Ho Rahi Hai Azan Sar Chupaon Kahan.....2

Majmaye Aam May Bewatan Be-Ama Aagaya Kaarwan

Ay Mere Baba Jaan....



Mai Bhi Hoon Marziya Binte Khairun Nissa

Mere Lehje May Hai Baba Teri Aada

Naam ZAINAB (S.A.) Mera Tune Jo Rakh Diya Dede Apni Zubaan

Ay Mere Baba Jaan....



Baba Jaan Mai Rida Maangti Rehgayi

Bamo-Dar Sajgaye Jeete Ji Margayi

Halqae Shaam May Naam Sunkar Mera Margaya Natawaan

Ay Mere Baba Jaan....



Haath Kaanon Pe Hai Neel Gaalon Pe Hai

Aur Nishaan Jo Sakina Ke Shano Pe Hai

Har Nishaan Se Yahi Aa Rahi Hai Sada Baba Jaan Baba Jaan

Ay Mere Baba Jaan....



Shame Ashoor Se Shaam O Kufa Talak

Maine Maanga Nahi Hai Khiraaje Fadak

Meri Chadar Se Hai Meri Maa Ka Sukaoon Sunle Zalim Jahan

Ay Mere Baba Jaan....



Baba Jaan Ye Tera Aakhri Tha Bayaan

Teri Chadar Bachayega GHAZI (A.S.) Jawan

Margaya Bawafa Chingayi Hai Rida Kehti Hai Bibiyan

ABBAS (A.S.) ABBAS (A.S.) ABBAS (A.S.)



Ruk Na Paaya Mere Bawafa Ka Wo Sar

Noke Naiza Se Aane Laga Khaak Par

Behn Ko Darbadar Dekh Kar Nange Sar Sehna Paaya Jawan

Ay Mere Baba Jaan....



Haat kaano pe hai neenl gaalo loh pe hai

Aur nishan jo Sakina ke galon pe hai

Har nishan se yahi aa rahi hai sada Baaba Jaan Baaba jaan

Ay Mere Baba Jaan....



Kal Thi Ha Aaj Mai Bhi Hoon Darbar May

Misle Zahra Khadi Hoon Mai Adhiyar May

Us Taraf Hai Shaqi Is Taraf Rehgaye Bepadar Betiyan

Ay Mere Baba Jaan....



Aisa Khutba Diya Maine Darbar May

Likh Raha Hai Jo Yawar Tere Pyar May

Lehjaye Hydari (A.S) Har Azan Ke Liye Hai Sada E Azan

Ay Mere Baba Jaan....

Ответить
Afsha Abbas
Afsha Abbas - 15.09.2023 12:17

😭😭😭😭😭😭

Ответить
Asmat Zehra
Asmat Zehra - 14.09.2023 17:07

😭😭😭😭😭😭😭😭YA ZAINAB SA

Ответить
Fatima Sohail
Fatima Sohail - 10.09.2023 17:04

ہاءے😭💔💔😭ہااءے

Ответить
Zehra Jaffry
Zehra Jaffry - 07.09.2023 15:36

Us Waqt Jab Ke ZAINAB (S.A.) Darbar May Gayi Thi

Khaari Namaziyon Se Mehfil Saji Hui Thi

Zaalim Ye Poochta Tha GHAZI (A.S.) Tera Kahan Hai

Balon Se Moo Chupaye ZAINAB (S.A.) Ye Keh Rahi Thi



Ay Mere Baba Jaan Ho Rahi Hai Azan Sar Chupaon Kahan.....2

Majmaye Aam May Bewatan Be-Ama Aagaya Kaarwan

Ay Mere Baba Jaan....



Mai Bhi Hoon Marziya Binte Khairun Nissa

Mere Lehje May Hai Baba Teri Aada

Naam ZAINAB (S.A.) Mera Tune Jo Rakh Diya Dede Apni Zubaan

Ay Mere Baba Jaan....



Baba Jaan Mai Rida Maangti Rehgayi

Bamo-Dar Sajgaye Jeete Ji Margayi

Halqae Shaam May Naam Sunkar Mera Margaya Natawaan

Ay Mere Baba Jaan....



Haath Kaanon Pe Hai Neel Gaalon Pe Hai

Aur Nishaan Jo Sakina Ke Shano Pe Hai

Har Nishaan Se Yahi Aa Rahi Hai Sada Baba Jaan Baba Jaan

Ay Mere Baba Jaan....



Shame Ashoor Se Shaam O Kufa Talak

Maine Maanga Nahi Hai Khiraaje Fadak

Meri Chadar Se Hai Meri Maa Ka Sukaoon Sunle Zalim Jahan

Ay Mere Baba Jaan....



Baba Jaan Ye Tera Aakhri Tha Bayaan

Teri Chadar Bachayega GHAZI (A.S.) Jawan

Margaya Bawafa Chingayi Hai Rida Kehti Hai Bibiyan

ABBAS (A.S.) ABBAS (A.S.) ABBAS (A.S.)



Ruk Na Paaya Mere Bawafa Ka Wo Sar

Noke Naiza Se Aane Laga Khaak Par

Behn Ko Darbadar Dekh Kar Nange Sar Sehna Paaya Jawan

Ay Mere Baba Jaan....



Haat kaano pe hai neenl gaalo loh pe hai

Aur nishan jo Sakina ke galon pe hai

Har nishan se yahi aa rahi hai sada Baaba Jaan Baaba jaan

Ay Mere Baba Jaan....



Kal Thi Ha Aaj Mai Bhi Hoon Darbar May

Misle Zahra Khadi Hoon Mai Adhiyar May

Us Taraf Hai Shaqi Is Taraf Rehgaye Bepadar Betiyan

Ay Mere Baba Jaan....



Aisa Khutba Diya Maine Darbar May

Likh Raha Hai Jo Yawar Tere Pyar May

Lehjaye Hydari (A.S) Har Azan Ke Liye Hai Sada E Azan

Ay Mere Baba Jaan....

Ответить
ikra art
ikra art - 03.09.2023 18:58

Noha lyrics...


Us waqt jab ke zainab(a.s), darbar ma gai thi
Kari namaziyon se, mahfil saji hui thi
Zalim ya puchta tha, gaazi(a.s) tera kahan hai
Or baalon se muh chupay, zainab(s.a) ya kah rahi thi
Aye mere baba jaan(a.s), ho rahi hai azan, sar chupaun kahan...2
Majma e aam ma..baba jaan(a.s)
Be watan be ayan..Baba jaan(a.s)
Aa gaya kaarwan
Aye mere baba jaan(a.s), ho rahi hai azan, sar chupaun kahan...2

1) ma bhi hun maraziya(s.a), bint e khairunnisa(s.a), mere lahje ma hai baba(a.s) teri ada
Naam zainab(s.a) mera..baba jaan(a.a), tune jo rakh diya.. Baba jaan(a.s), dede apni zuban

2)baba jaan(a.s) ma rida, mangti rah gai
Baamgar saj gay, jeete ji mar gai
Halqa e shaam ma.. Baba jaan(a.s), naam sun kar mera.. Baba jaan(a.s), Mar gaya naa tama(a.s)

3) ruk na paaya kahin, baawfa(a.s) ka wo sar
Nook e neza se, aane laga khaak par
Behn ko darbadar.. Baba jaan(a.s),
Dekh kar nange sar.. Baba jaan(a.s),Sah na paya jawan

4) kal thi maa (s.a)..2 aaj ma, bhi hun darbaar ma
Misle zahra (s.a)khadi, hun ma agiyaar ma
Us taraf hain shaqi.. Baba jaan (a.s),Is taraf rah gai.. Baba jaan(a.s),Be padar betiyan

5) shaam e aashur se, shaam o kufa talak
Mane manga nahi, hai khiraj e fidak
Meri chadar se hai.. Baba jaan(a.s),
Meri maa(s.a), ka sukun.. Baba jaan(a.s),Sun le zaalim jahan

6) haath kaano pa hain, neel galon pa hain
Or nishan jo sakina(s.a) ke haathon pa hain
Har nisha se yahi,aa rahi hai sada.. Baba jaan(a.s) baba jaan(a.s)

7) esa khutba diya, mane darbar ma
Likh raha hai jo yawar, tere pyar ma
Lahja e hadri (a.s) , har azan ke liya, Hai sada aye azan

Allah hu akbar, allah hu akbar

Hay mere imam (a.s) ka mazloom gharana. 😭😭

Ответить
Shahid Abbas
Shahid Abbas - 02.09.2023 07:45

Lyrics do na koi .

Ответить
zah noro
zah noro - 01.09.2023 22:05

want to meet bhai once in life

Ответить
Tauseef Khan
Tauseef Khan - 29.08.2023 04:18

Assalm ya zainab

Ответить