ज़ालिम सिंह झाला की कहानी॥लोहे के पिंजरे में सोता था॥सच्ची दोस्ती निभाने वालाBy राजवीर सरSpringboard

ज़ालिम सिंह झाला की कहानी॥लोहे के पिंजरे में सोता था॥सच्ची दोस्ती निभाने वालाBy राजवीर सरSpringboard

Springboard FanClub

2 года назад

246,223 Просмотров

Ссылки и html тэги не поддерживаются


Комментарии:

Solanki Vlog
Solanki Vlog - 27.05.2023 10:20

मांगरोल के पास भटवाड़ा के मैदान में यह युद्ध हुआ था।
इससे पहले भी भटवाड़ा के मैदान में एक युद्ध हुआ था जयपुर और कोटा कि सेना के बिच उसके बारे में भी जानकारी दीजीए ।

Ответить
arham
arham - 07.03.2023 05:21

Jalimsingh taxed beggers.

Ответить
A BC
A BC - 21.02.2023 12:44

Jo man me aaya, itihas bata diya. 1947 se pahile is desh me 562 riyasten theen, jinke oopar Raja maharaja nawab, unke oopar angrez aur us se pahile Mughal, aur 500 saal tak poora bharat gulam.

Musalmanon ko bharat me jamane ke liye brahmnon ka sabse bada yogdan tha.12 ve Sadi ke ant tak brahman is desh me atyadhik shaktishali ho gye the, unhone kshatryon ke bhi adhikar seemit karke baki aur sabko das ya gulam bana diya tha. Yah is baat se andaza lagaya ja sakta tha ki vedo ko padhne padhane ka haq sirf brahmnon ka hai, kshtrya keval sun sakte hain, aur doosra koi yadi sun le to uske kaan me sheesha pighal kar dal do, yadi koi vedon ko bole to jeebh kaat do. Ek brahman 21 non brahman v shudr striyon ka balatkar ka adhikari hai. Desh ki teen chauthai se bhi adhik aabadi das ya gulam thee aur samaj ki mukhya dhara se kat chuki thee. Oonch neech ki yah halat kisi bhi doosre dharm ko apni taraf khinchne ke liye bahut umda thee jiska musalman ya mulla logon ne jam kar fayda uthaya. Is desh ke mughlon ke gulam hone par bhi brahman aur rajput unse mil gaye aur janta ka pahile se bhi adhik shoshan shuru ho gaya.

Prathviraj chauhan ki haar ke bad Kai jaatiyon ke logon ko lekar mughlon ne ek nai jaati banai jiska naam rajput rakha, unse roti beti ka rishta bhi kayam kiya, kuchh ko musalman bhi bana diya aur inhen Raja maharaja aur nawab bana diya, baki sab bhikhari ya banchari aur poora desh gulam. Raja bharmal (1498-1574) jo Amer Jaipur ne apni beti jodhabai ya Mariam Uj Jamani ki shadi Akbar ke sath ki thee aur unke pote Mansingh ko rajput ki upadhi dekar sabse bada mansabdar banaya gaya tha.
Mughlon se pahile rajput naam ki koi jaati nahin thee. Mughlon aur rajputon se ladne ke liye Shivaji maharaj ne bhi kai jaateon ke logon ko ikatta karke Naya sangathan banaya jisko maratha kaha gaya. Dhan aur bal me Mughal aur rajput bhari the jiski vajah se maharana pratap aur shivaji jaise mahan purush haar gaye aur desh 400 saal mughlon ka gulam raha. Rajputon ne mughlon se bhi ladai ladeen lakin misal ke liye bhi kabhi ek bar bhi nahin jeet paye aur samarpan karke mughlon ki aadheenta me Raja Bane.
Angrezon ne bhi gaddar Raja maharaja v nawabon se ladai ladin, kuchh jeete kuchh hare. Lekin aakhir me sab angrzon ke gulam. Angrezon ne bhi hindustanion se ladne ke liye kai jaateon se logon ko ikatta karke naye Sikh dharm ko manyata dee, jisme Bhai Bhai ko alag kar diya, hinduon ke mandir, saray, akhade, ashramon aur anya sampattiyon par jabran sikhon ka kabza kara diya. Sikh bhi gaddar Raja maharajaon me shamil hokar Raja maharaja Bane, baki sab bhikhari ya banchari aur poora desh 100 varsh tak angrezon ka gulam raha.
History tells, they all fought with bravery but sooner or later surrendered to Mughals and British as traitors. It will be difficult to name a single cast or Raja out of these which did not surrender to Mughals or british. They left all other casts high and dry to be bhikharies and bancharies.

Sirf in gaddar Raja maharajaaon ki vajah se yah desh 500 sal mughlon aur angrezon ka gulam raha. Jo Asli desh bhakt the unki Jamin jaydad chheen kar in gaddaron ko de di gayeen. 1857 me ek vidroh ya gadar ya mutiny hui thee, jisme Deshbhakton ne angrezon ko bahar karne ke liye bahut nuksan pahunchaya lekin vah kamyab nahin hui aur angrez is mulk par kabiz ho gaye. Jin logon ne gadar me badh chadh kar hissa liya tha unko phansi par latka diya gaya ya goli maar Dee gayee. Iski shuruat ek Shahr Kotwal Meerut ke Dhansingh gurjar se hui thee, uske baad Meerut me hi ek sipahi Mangal Pandey ne bhi hukum maan ne se inkar kar diya th. Kafi angrez maare gaye ya bandhak bana liye gaye the. Is gadar me pure Desh me logon ne bahut bade bade balidan diye lekin kamyabi nahin mili. Kuchh log ese bhi the jinhone angrezon ki madad ki aur unhen bacha kar kabja karvaya. Kabiz hone par angrezon ne vidroh karne wale gaon shahr dhundh dhundh kar goli marni shuru kar deen. Inki Jamin jaydad chheen kar apne wafadaron ko de deen aur inhen janglon me janwaron ke sath rahne ko majboor kar diya gaya. Ek gurjar jaati ko to inhone poori jaati ko hi vidrohi maan kar 16 sal se oopar jo bhi dikhai pada pedon par latka kar golian maar Dee gayee. Ye sthan uttar pradesh me kai jilon me abhi bhi is baat ke liye mashhoor hain jaise Delhi me tees hazari jahan teesh hazar aadmion ko phansi ya umar kaid dee gayee thee, bulandshahar me Kala aam, Dadri, meerut ki lal kurti, saharanpur, roorkee, bijnor, moradabad, dehradun aur na jane kitne aur. Is se bhi tasalli nahin hui to in logon ko sabhi suvidhaaon aur naukriyon se vanchit karke inhen jarayam pesha, criminal tribe ya chor ki upadhi de Dee gayee. Yah dunia ka sabse bada vanshnaash ya genocide tha jiska dansh ye jaati aaj tak bhugat rahi hain. Agar koi antar rashtriya nyayalya me mukdma jeet jaye to haanipoorti me Sara England bik jayega.
Aaj nahin to kal, in sabhi rajaon ki santanon ko apni desh drohita par paschatap karna padega.

Ye saare kile is cheez ki gavahi de rahe hain ki us jamane me Raja maharajaaon, nawabon ne Janta ka kitna shoshan Kiya, kitni lootmaar karke sampatti jodeen, kitni aurten vidhwa huin, aurton, beteon ko utha kar daasi naukrani bana kar ayyashi keen, jab boodhee ho gayee to hawa Mahal ki dyodhion par dhakel Dee gayeen. Aurten aur mard daan dahej me daason ki tarah diye jaate the jo baad me gola goli daroga aur na jaane kya kya banaye gaye. Inki bhi ek alag bahut badi aabadi Rawna rajputon ki ho gayee hai jo sabhi suvidhaaon se vanchit hokar garibi me jee rahe hain aur rajput inhen rajput maan ne ko tayyar nahin hain. Ek ek raja ki sekdon raaniyan. Ab in mahlon me un sab ki aatmayen kabootar, saanp,bichhu, chamgadad aadi ban kar niwas kar rahi hain. Aam janta ki Bahu betion ko uthana rajdhrm, purohit inke salahkar aur Marg darshak ban kar batate rahe ki Raja ishwar ka rup ya thakur hai aur brahman uske neeche devta hai. in logon ne milkar bhagwan aur devtaaon ki bhi gaddi chheen leen.
Aaj inke vanshaj ooncha sar karke in karnamon ki taarif karke doosron ko chidhate rahte hain.
Kuchh mahlon ko to inke vanshaj abhi bhi dho rahe hain aur unse sambhal nahin Rahi hain kyonke ab janta ka shashan hai. In samantwadi nishaaneon ko khatm karna to mushkil hai, Haan kuchh upyog ho jaaye to achha hai, lekin aaj ke yug me inmen ek bhi building esi nahin hai ki koi ek chhota parivaar bhi ek bade kile me aaram se rah sake. Haan in ko dekh kar rajput log jaroor sar ooncha karte rahte hain lekin khud inme koi rahne ko nahi aata.

Yah kaisi jati hai jisme 13 ve Sadi se lekar AajTak baapon ka pata nahin, sab put hi put hain. baap, beta,beti, pati, patni,dada, pote, chacha, tau , Nana, Nani sab put hi rahe.

Chauhan is desh ki sabse badi alag jaati hai, inko rajput kah kar apmaanit na karen. Ye log anek pranton, anek jateon aur anek deshon me maujood hain. Rajputon ki utpatti to sirf 13 ve Sadi me kuchh desh drohiyon, brahmno aur mughlon ke sanyog se hui thi. Inme kuchh chauhan bhi ho sakte hain lekin sab chauhan rajput nahin hain.

Rajput na kabhi kshatri the na ab hain. Asli kshtri ve log Hain jinhone hamesha mughlo aur angrezon ke khilaf ladai ladeen, kurbaaniyan Deen, Jamin jaydad khoyeen, kabhi unse kuchh bheekh nahin maangi, garibi me rahe, janglon me jaanwaron se gujara kiya, lekin na jaati badli na dharm badla.

Kuchh jaatean is desh me sadabahar theen, jo jahan palda bhari dikha unke ho gaye. Kuchh esi hain ki pichhde bhi hain, kuchh Mila bhi nahin lekin Maan samman ke liye apne ko rajput kah kar ooncha banana chahti hain aur rajput is bat se sahmat nahin hain.

In se nikrasht, gaddar, chaplus aur darpok kaum aaj poore mulk me koi nahin hai. Ye log abhi bhi purane rajyon ki wapsi ka khwab dekhte rahte hain. Abhi bhi sab kuchh inhin ke paas hai, lekin Inka pet nahin bhar Raha.
Ye log aaye din apne ko suryavanshi, chandra vanshi, agnivanshi aur na jane kitne anshi vanshi banshion ki baat kar ke apne aap ko kshtrya batate rahte hain. Ye apne karmon se na kabhi kshatri the na ab hain.
Ye achhi tarah jante hain ki inki utpatti sirf kai aur jaateon se hi hui hai aur inke mukhya gotra to aapas me mail khate hain, phir bhi doosri sabhi jaateon se nafrat karte rahte hain.
Vaise to aaj ke jamane me jaati, vansh, khap ya kisi nasl ka koi mahatva saamajik aur vegyanik drashti se nahi hai. Ram Krishna ke baad hazaaron laakhon peedhiyan gujar gayeen, kitne antarjaatiya, antardharmi vivah ho gaye, kitne jayaj ya najayaj sambandh Bane, kitne log vaishyalyon me apne kul ke bachhe paida kar aaye, aur ham abhi bhi kishi ke vanshaj hain. Ham log kab manushya banenge, kab sirf bhartiya banenge, kab visva bandhu banenge. Jai hind

Ответить
Chandrapal Bhadouriya
Chandrapal Bhadouriya - 27.01.2023 20:05

Sir sumda rajputon(sindh)ke sambandh men bataiye.kyonki mere nanihal mi mahilaon men yadi koi mahila kisi se bolti-chalti nahin thi ya bahut kam bolti thi to baki mahilayen use kahti thi vah badi sumdi banti hai.

Ответить
Noj Singh Sisodiya
Noj Singh Sisodiya - 26.12.2022 13:12

मुझे पढ़ाई लिखाई और सरकारी नौकरी से कोई लेना देना नहीं है फिर भी आपके विडियोज देख रहा हूं पिछले कुछ दिनों से।

Ответить
Mahendra Singh Bhati
Mahendra Singh Bhati - 12.12.2022 06:38

आधुनिक इतिहास काल के कर्नल जेम्स टॉड 👑 राजवीर सर 👑

Ответить
Mohit Mewada
Mohit Mewada - 03.12.2022 11:07

Jhala

Ответить
Gagan Gagan singh
Gagan Gagan singh - 02.12.2022 07:49

Rajasthan me etani vishali kootneeti hai ki jo mahantam Vash the un ko nigal gaee ab bhi hai esee liye ye bhimaru rajya hai ab naee peedhi ko badalna hogo , rajshthan ka naya Itihas rachna hoga

Ответить
Ganpat Rathore
Ganpat Rathore - 08.11.2022 12:46

🙏🙏🙏🙏🙏🙏💯💯💯💯

Ответить
Shrishti Srivastava
Shrishti Srivastava - 03.11.2022 19:51

Jai Siya Ram 😊💕🙏🙏🙏🙏

Ответить
Ganga Solanki
Ganga Solanki - 30.09.2022 16:52

I880 ke jiupur ke reyaset ke deevano ke bare me plz joore btaye

Ответить
Khan Sahab
Khan Sahab - 21.09.2022 19:16

इतिहास के महान महान गुरु राजवीर सर को प्रणाम 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏

Ответить
Laxman Singh Hada
Laxman Singh Hada - 05.09.2022 21:01

चोरी की रियासत है झालावाड़ जालिम सिंह पक्का नाटकबाज था।

Ответить
Ajay Singh Kushwaha
Ajay Singh Kushwaha - 05.09.2022 07:03

Kaash koi madhya pradhesh or up. ke rajputon ka itihas bhi isi tarah bta paata💔

Ответить
jitendrasingh parihar
jitendrasingh parihar - 01.09.2022 07:26

❤️❤️

Ответить
Vijay Kumar
Vijay Kumar - 21.08.2022 23:37

You are great sir
Sir aap ek dm cricket ki commentry ki tarah behatrin or rochak tarike se padhate ho isliye mera man hardam aapke video dekhne ka hi karta hai or me kabhi bhi bor nahi hota hu
Aapke or dr vikas divya kirti ki tulna me sayad hi koi teacher ho is duniya me . Ye mere vicharo me hai so or kya likhu aapke baare me. Pata nahi ki kyu aap dono teachers ke bare me mere dimag me ek divya or kisi mahapurush ki chhavi najar aati h . Ye meri antar aatma ke vichaar or anubhav h .
I am reet 2nd and 1st grade teacher aspirants hu or itihaas me sirf or sirf aapke hi notes dekhta or padhta hu . Meri itihas ki daud aap tk hi simit h. Pr ye mera dur bhagya h ki me aapki real chhavi nahi dekh paya hu . Perhaps it is a dream to me. Because I am not compatible and affordable to pay your institute fees. You are multi talented icon in my life. Man to kr raha hai ki likhta hi rahu..........................

Ответить
Jasram
Jasram - 16.07.2022 08:49

Sir जब से आपकी क्लास देखणा शुरू किया Rajasthani इतिहास में बहुत रुचि बढ़ी और
हमारे गौरवशाली इतिहास की सच्चाई का पता चला है और
आपका समझाने का तारिका ऐसा है जैसे कोई कहानी बता रहा हो और याद आसानी से रह जाता है
Thank you sir 🙏
Sir आपको सादर प्रणाम 🙏🙏

Ответить
arjun bishnoi
arjun bishnoi - 21.06.2022 11:47

क्या बात है 1821 में भी फोन लगाया 🤔🤔🤔🤔🤣🤣🤣

Ответить
No One
No One - 14.06.2022 15:40

Jhala's are always Loyal, be it Mewar or be it Kota.
Jhala's raised to glory on merit, originally Jhala's are from Gujrat but we made big impact in Rajputana

Ответить
Jyotinku
Jyotinku - 06.06.2022 20:09

सर आप जो बतातो हौ वो अदभूत ह हालीक मूझै यै पढना नहीं फीर भी आप के बतानै के तरीका गजब ह

Ответить
kkstudio
kkstudio - 24.05.2022 07:38

Mst sir

Ответить
RAJ SINGH
RAJ SINGH - 18.05.2022 01:01

आपस में ही लड़ते रहो

Ответить
haryana से हु 💪
haryana से हु 💪 - 10.05.2022 23:37

Sir ji
Agreja k Pani mara karta

Ответить
impallav darji
impallav darji - 08.05.2022 14:10

प्रणाम सर।

Ответить
Vinod Kumar Vinod Kumar
Vinod Kumar Vinod Kumar - 30.04.2022 22:19

❤️😘

Ответить
Kuldeep
Kuldeep - 26.04.2022 05:57

Dr vikas divaykirti or Rajveer sir all india best teacher ❤️❤️

Ответить
RAJDEEP STUDIO UDAIPUR
RAJDEEP STUDIO UDAIPUR - 24.04.2022 16:47

👍👍👍💯💯

Ответить
Rajendra Singh
Rajendra Singh - 19.04.2022 15:15

Sir जी इन महापूर्षो के नाम के आगे आप लगा कर बोलते तो और अच्छा लगता

Ответить
amar jat
amar jat - 16.04.2022 14:14

गुरुजी आपकी आवाज अमृतवाणी है कबीर जी की तरह

Ответить
Rocky Handsome
Rocky Handsome - 10.04.2022 10:00

Sir apke number milege kya

Ответить
Rocky Handsome
Rocky Handsome - 10.04.2022 10:00

Apki boli huyi har baat anko k aage ek tasveer bna deti h history ki

Ответить
Taufeeq Umer
Taufeeq Umer - 08.04.2022 14:09

Don 👑

Ответить
BALAJI CREATION
BALAJI CREATION - 14.03.2022 04:25

Sir ek video br ambadaker shad ke bare me bhi bnavo

Ответить
SSR
SSR - 12.03.2022 10:18

झाला मान सिंह पे एक वीडियो बनाओ स्पेशल जो महाराणा जी के बहनोई थे

Ответить
PRIYANKA KUMAWAT
PRIYANKA KUMAWAT - 07.03.2022 11:03

Raj veer sir ke sman koi nhi padha skta 👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻👌👌👌👌👌🏼☺️☺️☺️

Ответить
akmotobike07
akmotobike07 - 02.03.2022 05:08

Sir aap to genius ho

Ответить
Santro Santro
Santro Santro - 27.02.2022 11:35

Very nice class,,,,,👌👌👌👌👍👍👍👍👍👍🙏🏼🙏🏼🙏🏼🙏🏼🙏🏼 thanks sir for your talent,,,,,👌👍

Ответить
aditiya ranjan sir ka ladla 💔
aditiya ranjan sir ka ladla 💔 - 26.02.2022 14:17

पानी और पसीने में थोड़ा अंतर होता है पत्थर और नगीने में थोड़ा अंतर होता है लेकिन मुर्दों खड़ी की तरफ सांस लेने वालों सांस लेने में और जीवन जीने में बड़ा अंतर होता है सर आप इतिहास के बेस्ट टीचर से बेस्ट है राजीव सर👍📚🌎🌎🌎🌏🌍🌍🌍🌍🌍🌍👑👑👑👑👑👑👑✍️✍️🇮🇳🇮🇳🇮🇳✍️✍️✍️✍️🙏🙏🙏🙏🙏

Ответить
अज्ञात Motivation
अज्ञात Motivation - 21.02.2022 18:45

Dear - जो भी इस वक्त मेरा कॉमेंट पढ़ रहा / रही है हम सब एक दूसरे के लिए अंजान हैं फिर भी मैं भगवान से प्रार्थना करती हूं कि आपकी लाइफ में कोई टेंशन चल रही हो तो वो दूर हो जाए और आप हमेशा खुश रहें !❤️

Ответить
satya thakur .....
satya thakur ..... - 17.02.2022 04:04

Class is very nice👌

Ответить
Pradeep Mokla Jaisalmer [खंडाली} 🦅
Pradeep Mokla Jaisalmer [खंडाली} 🦅 - 16.02.2022 18:55

माडसाहब थारे विडियो पर जैसलमेर बाड़मेर आला हसे कयो 🙏🙏

Ответить
Sunil Pareek
Sunil Pareek - 15.02.2022 15:26

Very nice 👌👌👌👌👌🙏 🙏 samjane ka tarika bauth he sandar

Ответить
Ravi Kumar Bhargav (Binjasi)
Ravi Kumar Bhargav (Binjasi) - 14.02.2022 20:35

Dhok guru dev
Jay hind jay bharat
Aap bahut ache see Rajasthan ki history samjate ho

Ответить
digi knowledge 🇮🇳
digi knowledge 🇮🇳 - 31.01.2022 20:42

Agr guru bne to aap jaise.... bhgwan mujhe b agle Janam Rajveer sir jaisa bnaye

Ответить
Nikita Khatumaria
Nikita Khatumaria - 31.01.2022 17:13

Very nice sir

Ответить
somveer dinodiya
somveer dinodiya - 30.01.2022 22:30

Jbab koni guruji thari bat ro 🙏🙏🙏🙏

Ответить
Neeku Hada
Neeku Hada - 26.01.2022 13:02

Perfect ho hokm aap superb sir ✍️✍️👌

Ответить
SUMER SINGH JHALA
SUMER SINGH JHALA - 24.01.2022 19:07

Jhala 🔥🔥🔥

Ответить
sandeep alwar
sandeep alwar - 23.01.2022 15:09

Sir rajasthan gk complete class kaha milegi aapki

Ответить