इंद्र देव को क्यों नही पूजा जाता!|#shorts @WatchHinduTales @Factogram #Lordindra

इंद्र देव को क्यों नही पूजा जाता!|#shorts @WatchHinduTales @Factogram #Lordindra

Watch Hindu Tales

2 года назад

67,426 Просмотров

देवराज इंद्र की पूजा क्यों नही होती😨?|Indra Dev| @WatchHinduTales @Factogram #Indradev #shorts #Watchhindutales #Indra #lordindra

About
Indra dev ki puja kyo nhi hoti
Why lord Indra not Worshipped
Indra dev kyo nhi puja jaate
Indra dev ko kisna diya shrap
Indra dev ki puja kaisa kare
Indra dev ki puja kyo nhi ki jaati
Kya indra dev ki mrityu hoti hai
Kon hai Indra dev
Gautam rishi katha
Gautam Rishi kahani
Gautam rishi and Indra dev katha
Gautam rishi and Indra dev shrap katha

Тэги:

#देवराज_इंद्र_की_पूजा_क्यों_नही_होती #indra_dev #lord_indra #Why_indra_dev_not_worshipped #Factogra #factogram #Watch_hindu_tales #shorts #Indra_dev_kyo_nhi_puja_jaate #indra_dev_ki_puja_kyo_nhi_ki_jaati #ibdra_dev_kab_marenge #indra_dev_kab_marenge #Kyo_nhi_hoiti_indra_dev_ki_puja
Ссылки и html тэги не поддерживаются


Комментарии:

@rtsshreyansh3396
@rtsshreyansh3396 - 26.01.2024 10:10

Jai Indra Dev Jai Shree Ram

Ответить
@RK-vy3bs
@RK-vy3bs - 25.12.2023 20:05

Sab bakwas hai. Post Vedic time me Indra ko badnaam karne ki puri koshish ki gayi hai. Vedic time se inspire hoke alag cultures me Indra jaise he devta ka zikr hai jaise Greeks me Zeus, Norse me Thor. Lekin yaha to apne devtao ka apman Kara Gaya. Shaivism panth me rudra se shiv banakar apni line start kardi. Vaishno ne Vishnu ko supreme bata kar apni line start kar di. Shakti ko manne walo ne apni alag line start kardi. Aur sabne milkar Indra ko he darpok, kamzor, laalchi devta bana diya.
Aur ek baat aur samjhni chahiye. Vishnu and rudra bhi 33 devtao me se hai. Vedo k hisab se supreme sirf par brahm hai jise hum parmatma kehte hai... Param atma... Supreme being or energy jisne sab banaya hai. And wo Krishna, Vishnu ya shiv ni hai. Ye sab bad me likhe Gaye purano me bataya gya h.

Ответить
@GangsterRishi-hc2bv
@GangsterRishi-hc2bv - 17.12.2023 15:33

Kayr indra dev 😂😂😂

Ответить
@pallavi.vaidik......
@pallavi.vaidik...... - 01.12.2023 17:00

There are temples for God Indra (that position Indra is one we worship like Vishnu Rudra are also positions worshipped) and Indra never got cursed/never did any such wrong deeds as usually said about him in stories because those stories itself was cooked up by other sects of Hinduism to destroy Indra worship which continues even today during Pongal in south (many do even idol worshipping of Indra), by Kalash tribe (last surviving Vedic tribe in Pakistan, their population at present is just around 3000), Nepal & Mithila too worships Indra's murti as has a chariot event of him called Indra Jatra. Indra was not only worshipped in India through idols but even in west in form of Zeus, Jupiter, etc so saying that Indra wasn't worshipped or accepting the later made up fake stories of Govardhan/Ahalya that were made to increase Vaishnav/Shaiv followers defaming Indra is injustice to him and pure ignorance too. Even my whole family worships Indra as supreme with idol worshipping.

ye Govardhan uthane wali jhuth maanni hai to poora maano, Vishnu Puran ke 4th ansh me ye Govardhan uthaane wali ghatna aati hai aur vahan ye bhi aaya hai ki Krishna ji ne animals ko maara hai aur maans/meat se Govardhan ki puja ki Govardhan ko khush karne aur Prabhu Indra ki puja rukwane, Ahalya & Apsara wali stories bhi Upanishad me "Sun" ko Indra "Sun rays" ko Apsara, "Moon" ko Gautam aur "Earth" ko Ahalya kehke bataya gaya lekin in astronomical ghatnao jo milaya gaya Indra dev ko badnam karne aur jo Vishnu Puran anusar Govardhan wale fake story me maans pujan hai, kya kehna hai ispe?

Ответить
@pallavi.vaidik......
@pallavi.vaidik...... - 01.12.2023 16:59

Indra jo position hai usme bhi vohi aate hai jinme Gussa Na ho, jo apne emotions control kar normal insano se zyada ache ban jaate hai aur sabki madad karte hai.. un Indro ki badnaami kiye kuch sects unke naam pe Govardhan/Ahalya jaise jhuthi kahani banake, aise to Vishnu bhi ek position hi hai lekin vo position wale kuch galat nahi kiye vaise hi Indra position wale bhi kuch galat nahi kiye kabhi aur gussail bhi nahi the.. sects ke kiye milawat ko aksar serial wale dikha dete hai jo total fake hai aur Devraaj Indra ki dhoom dham se pooja aaj bhi Nepal ke "Indra Jatra" festival se lekar Tamil Nadu ke "Pongal" festival tak me hota hai ushi Indra position ki pooja hoti hai isme murti banake kyonki ve sabhi humans keliye sabse zyada helpful & protector rahe humans ka humesha jaise Vishnu aur Rudra bhi positions hai Purano ke anusar

Ответить
@pallavi.vaidik......
@pallavi.vaidik...... - 01.12.2023 16:59

As per Upanishad Ahalya is Earth, Gautam is Moon and Indra is Sun and this astronomical event was written like a story in humanized form during 2nd century BC to defame God Indra. Stop believing these fake stories.. similar fake story is that Govardhan Puja one, as per Vishnu Puran's 4th Ansh Krishna killed animals to worship Govardhan and stop Indra puja and Vrinda is shown as raped by Vishnu, Shiv has been shown as lustful towards Ganga too.. these fake stories are written just to defame each sect's major God and grow own sect's followers, Indra Dev never did such things and became a victim to this Sect Rivalry so don't agree on fake stories of Indra Dev doing rape etc it's fake & added in 200BC to grow Vaishnav/Shaiv followers. Puran padhiye har sect ne dusre sect ke devta ko rapist/ghamandi/gussail dikhaya hai jaise Shiv ji ko nashedi aur Ganga pe kaamuk hone wala, Vishnu ji ko Vrinda ka rapist, Krishna ji ko maansahari aur Gopiyo ke b**bs dabaane wala vaise hi Indra ji ko bhi Govardhan/Ahalaya/Apsara (apsara kehte hai sunrays ko) se aur Rishiyo/Rishikao ko bhi Apsara aur Gandharv jo astronomical hai unke naam pe badnam kiya gaya 200BC se mughal kaal tak me

Ответить
@Kalinga_raj1715
@Kalinga_raj1715 - 25.10.2023 08:37

Kon kaha ta hai indra dev ki puja jahi hoti bhai? Vedo mei 117 mantra rigelved mei khud indra ko samarpit hai

Ответить
@funtime-vt3oi
@funtime-vt3oi - 24.10.2023 13:21

Namune

Ответить
@rajattri3701
@rajattri3701 - 15.10.2023 18:33

Jai Indra dev Jai RAM ji

Ответить
@shashwatagrawal6488
@shashwatagrawal6488 - 13.09.2023 03:15

Indra Dev maar khane layak hai

Ответить
@mayuryt2977
@mayuryt2977 - 05.09.2023 04:57

Jai Indradev ji🎉

Ответить
@user-ui6zr4me4i
@user-ui6zr4me4i - 09.08.2023 19:52

Ku bargala re ho bhai,Indra dev ki puja Agni dev k bad hoti h sbse phle Agni dev ki puja hoti h rigved k anusar

Ответить
@subratabanik7211
@subratabanik7211 - 27.07.2023 12:06

Jay Indra Dev 🙏🚩❤️

Ответить
@uniquevlogstatus1062
@uniquevlogstatus1062 - 23.07.2023 12:53

Abe lavde ye Indra dev matlabi or ghamandi tha isliye iski Puja nahi ki jati

Ответить
@naveenchaudhry
@naveenchaudhry - 21.07.2023 14:47

This god is pagal

Ответить
@prakasdey9673
@prakasdey9673 - 03.07.2023 09:43

Achha khasa to hai. Sikha hua hai. Kisi tarah jaan Jane ka khtra hi nai hai. Cahe tum jaise chalo.

Ответить
@AnilKumar-uz5si
@AnilKumar-uz5si - 19.06.2023 11:50

har har Mahadev Mahadev Mahadev

Ответить
@jitendrabairagi3584
@jitendrabairagi3584 - 07.06.2023 20:16

।।महा मुर्ख इंद्र देव वानर राज बाली के पिता हे ।।

Ответить
@yashanksharma7898
@yashanksharma7898 - 04.05.2023 16:07

Indradev ne ahilya ji ka balatkar nahi kiya tha, ahilya ji indra dev ko pahchan gyi thi, uske baad unhi ne kaha tha ki bhagwan me aapke sath Raman karke dhanya ho jaugi , is prakar dono ki sahmati se unke beech me sambandh bane the ❤

Ответить
@RS-bhutech
@RS-bhutech - 21.03.2023 06:32

गेंहू की कटाई के समय में धमाकेदार बारिश हो रही है. !

इन्द्रदेव की इन्ही हरकतों की

वजह से असुर इन्हें आए दिन पेलते रहते थे..!!

Ответить
@kavitapeepliwa8736
@kavitapeepliwa8736 - 10.10.2022 16:45

Jai indradev ji 🙏🙏🙏🙏

Ответить
@shribapparawal801
@shribapparawal801 - 27.07.2022 06:21

ऐसे वीडियो बनाने से पहले अपनी भाषा को संयम रखें

Ответить
@Deep8071vlog
@Deep8071vlog - 25.07.2022 21:26

Nice

Ответить
@sushilchaturvedistar
@sushilchaturvedistar - 23.07.2022 21:45

Barabar Pooja hoti h bhai....sare yazyon me hoti h ....apradh Kiya tha to uska danda bhi bhoga tha..
Indra devraj h ek devta h Bhagwan nhi.
Dikpal h unka bhi samman hona chahiye...
Sabhi navgraho ko bhi samman diya jata h.
Puja hoti h bhakti nhi.

Ответить