The BEST Self Study Guide for NEET UG - The Routine & The 3 Pillars | Anuj Pachhel

The BEST Self Study Guide for NEET UG - The Routine & The 3 Pillars | Anuj Pachhel

Anuj Pachhel

1 год назад

472,809 Просмотров

Ссылки и html тэги не поддерживаются


Комментарии:

Shivamnya Sah
Shivamnya Sah - 26.11.2023 15:37

26th Nov 2023
06:03 p.m.

I'm typing it now itself coz I'll forget afterwards since today's Sunday no class.....
Raat ko theek time pe soke subeh theek time pe uthe oukay..... Inorganic ka first chapter ek baar padhne me 1 baj gae and tabse self study chalyu hai.....
Socha hai 11th Biology ncert jo abhi kar rya hu use aaj kar lu complete..... par pata nai ho bhi paega ya nhi bohot hai.....
Abhi biomolecule pohoche hi hain.....

Ghar me aaj katha tha pata nhi theek theek beeta bhi ya nhi..... call karne pe pata chalega.....
Chalo..... karte hai padhai hi aur.....

Best of luck to me!!

See yaa!!

Ответить
Priya Manger
Priya Manger - 26.11.2023 08:47

Such an inspiration you are da..❤ love from Sikkim..

Ответить
Shivamnya Sah
Shivamnya Sah - 25.11.2023 18:06

25th Nov 2023
08:27 p.m.

Not good not good not good not good!!

Abhi bhale hi has hasa ke do log se chaar baat karke..... but kal mera raat ko bilkul bhi padhai nhi huwa.....mtlb sirf short notes and self homework kiya and then so hi gae literally re! Par maine socha tha uthunga bolke but nhi uthna huwa.....
Then subeh uthke hilte dulte neend me inorganic chemistry padha thoda and then coaching..... Inorganic Sir kitna demotivate karte hai!!
Waise hi mood kharab amd uske upar se ye!!
Aate waqt dekha Violeena aur Tanayaa RJ Sir se kuchh to khus phus kar rahe the!! Ab poochhna hoga!! Dono se extra extra se puchhunga tab jhhoth bolne se bhi pata lagega! Phone me cover lagake padhunga aaj ruko dikhata hu mai bhi..... Kal Dev Deepavaki aur Kartik Purnima ke avsar par ghar me Vaarshik Shri Satyanarayan Katha Paath hai jisme mai pichhle saal bhi ni tha and is saal bhi!!

Best of luck to me!!

See yaa!!

Ответить
Shivamnya Sah
Shivamnya Sah - 24.11.2023 18:00

24th Nov 2023
08:20 p.m.

Last night achhe time pe soke subeh theek time utha..... par phir thoda padhke thoda soya..... mock ka target kal ka was well and good but self study wala complete nhi huwa..... ye wala jab ho jaega na tab dheere dheere baki ke approach kar paenge yk..... confidence build hoga.....
First excercise ke waale then race then extra books and then extra edge
Extra books me biology ke liye pehle pearson then pyq wala book...... phir last me jo ten mock papers wala book khareeda hsi wo bhi jarna padega.....

Well it is thods theek only rn but mujhe mere dono ex crush ka rank list me mujhse upar naam aana achha ni laga ngl to you.....
Aaj maine yu hi Violeena ka hausla badhane ke liye bola ki next time tum hi first hoogi..... usne bola sure..............................darr lag rha hai ab

Then bola ki mere peechhe wale ranks ka mark difference zyada ni hai bole.....
Depression chaaro taraf se saath me aata hai matlab.....

Dhat!!.........

Best of luck to me!!

See yaa!!

Ответить
Shivamnya Sah
Shivamnya Sah - 23.11.2023 17:57

23rd Nov 2023
08:17 p.m.

Kal padha but haa aur pace badhana padega..... No doubt.....
Abhi thoda at home feel ho rha hai..... and then aaj subeh ok kal raat jis time pe soe uske mutabik theek time pe hi uthe..... but rescheduling karna ni hi paya..... thenn..... padha aur jitna ho saka..... biology hi..... then coaching me also it was going well and good.....
Third test ka result aaya yaar it is so unexpected maine count kiya tha to 574 nikla tha and do errors answer key me bhi the so mujhe around 584 milna chiye but mila kitna guess..... 562 only.....
Though rank thodi theek hi hai.....
Aaj aur pace badhana padega plus target me aage badhna padega tabhi baaki cheezein start ho paengi.....
Thu thu thu.....

Best of luck to me!!

See yaa!!

Ответить
Shivamnya Sah
Shivamnya Sah - 21.11.2023 16:21

21st Nov 2023
06:39 p.m.

Jai ho meri Maharani Sa ki!!
Aaj ka exam kal se thoda theek gya.....
Poori raat i spent in depression and kuchh bhi soche jaa rha tha but utna bura nai gya..... Of course achha bhi nai huwa but oukay now.....
Meri Maa Sa kitni achhi hai..... mera mood off tha to theek karaane ke liye aisa kiya unhone..... Tons of thanks to her.....
But.....

Abhi time aa chuka hai..... no ifs and buts karke preparation karne ka..... sabhi chhute chhutaae strategies and swlf study ko nai raftaar dene ke liye..... aaj se hi kyu nhi.....

NEW MERGED STRATEGY:

Since thandi ke din aa chuke hai so subeh uthke bhi i can't study. Pehle to uthne me itna aalas aata hai..... then uth bhi jau to bistar bulata rehta hai..... Aaja meri baahon me..... Phir so jaata hoon..... Kal i noticed ki 2 baje bhi neend nhi aai thi..... wo to mai isiliye so gya coz maine time gix kar rkha tha ki 2 baje sona hai..... Hai na..... so mai kya karunga..... subeh 6 baje ke around i guess..... tab sounga..... tab tak padhai..... dekhte hai ise chaalu kar paate hai ki nai..... phir around 8 ko uthke khaana khaake phir so jaunga phir uthke naha dho ke coaching ko nikal lunga.....

Coaching se aane se lekar 1 baje tak coaching + short notes + recents + self homework + mock preparation ..... coaching ke beech beech me bhi mock preparation..... phir 1 baje se subeh tak self study.....
Self study me is baar ek sequence hai.....
Notes (thoroughly)
(For biology) module and ncert
Short notes copy revision
And most importantly..... Questions lagana.....practice
This is like the main element and a crucial thing where i'm lacking for which kal wala disaster huwa.....

Best of luck to me!!

See yaa!!

Ответить
Shivamnya Sah
Shivamnya Sah - 20.11.2023 17:01

20th Nov 2023
07:18 p.m.

Mai nai sak rha aur..... aaj jaisa bura exam abhi tak nai gya..... kya karu mai ? I'm very scared..... agar Ghar me pata chala then to unlog ko bohot bura lagega ..... itna bura test Aaj Tak nhi gya literally..... 450 bhi ni aa rhe..... kya huwa matlab ye?! Kyu huwa ye?!

Mai notice kar rha hu mereko kuchh ho gya hai dunno kya..... Kya ye ek phase hai sirf ya meri tabaahi?
Bohot bura mtlb bohot hi zyada bura..... mujhe mar jaane ka man kr rha hai.....
Situations are so..... How will i get out of this and will i ever be able to get out of this?!

Navratri Durgotsav Diwali Chhath ye sab sacrifice karke jo padhai ki maine..... uska kuchh hoga bhi ya? I mean is this at all fair??
Life is this unfair to me why mtlb?!

Will i ever have a life jisme i can take a chain ki saas?!
Aur kya karu..... Itne mental pressure se jaa hi rhi hu..... ni mai karu to aur kya karu?!
Log chhuttiyo me ghar jaa rhe hai unlog ka exam sahi ho rha hai aur mera 440 ban rha hai?!

Abhi se mujhme padhne ka patience kho gya hai abhi aadha course bacha hai ..... 5 mahine bache hai najane kitne tests bache hai.....

Luck to shayad saari dusro pe luti hui hai..... phir bhi Maharani agar aap mera imtehaan le rhi ho..... ki mera aap par vishwaas rehta hai ya nhi..... to mera aap par vishwaas rahega!!

Best of luck to me!!

See yaa!!

Ответить
Shivamnya Sah
Shivamnya Sah - 19.11.2023 17:17

19th Nov 2023
07:46 p.m.

Mahaparv Chhath ki aantarik shubhkamnae.....
Very sad
Revising what is "apparently" coming for tomorrow.
Don't know about day after tomorrow or rest of the life.

Best of luck to me!!

See yaa!!

Ответить
Shivamnya Sah
Shivamnya Sah - 18.11.2023 18:03

18th Nov 2023
08:25 p.m.

Bura huwa.....
Over-confidence gya paani me.....
Mujhe itna nai udna chaiye tha..... phirse us gande waale marks pe aa atke..... ye second worst test gya.....
Physics easy tha..... par usme bhi zyada nhi score kar paae coz biology ne bohot time le liya..... Mai zyada complain nhi karunga ki deleted syllabus se questions aae hai biology me..... chemistry urrrrrrrggggggggggggghhhhh!!
Itna ganda huwa ..... itnaaaa ganda huwa!!
Mtlb chemistry karte time aisa lag rha tha ki whi chhod ke bhaag aau..... Chhi matlab ..... Organic especially..... Log physical chemistry thoda dheere karte hai na kyuki organic jaldi hi jata hai..... But yha organic me kuchh aa hi nhi rha tha..... sab kuchh khichdi karke diya hai..... literally sab kuchh...... aane wala tha hydrocarbons..... Sn1 Sn2 sab ghusa diya.....

Bohot bura gya.....
Bohot down feel hi rha hai.....
Baaki log achha score kiye honge...... Ghar me Chhath chal rha hai.....
Unko bhi ye sab bolke dukh huwa..... Chhupa ke kya hi faayda.....
Abhi analysis kar rha hu..... uske baad next ke liye padhenge aur.....

Best of luck to me!!

See yaa!!

Ответить
Shivamnya Sah
Shivamnya Sah - 17.11.2023 18:57

17th Nov 2023
09:22 p.m.

Aisa hai ki.....
Kal exam hai..... maine revise to kiya hai..... notes..... abhi raat tak ho bhi jaega biology ka bhi i guess..... but kuchh questions pe aankhein daud jaati to achha lagta confidence aata..... kal questions bhi jaldi hote ..... aalas karte karte and i dunno what smite me kal and mujhe bilkul padhne ka man nhi kiya tha as i told yesterday itself..... To questions ke through nahi ho pae.....
Then short nites dekhke and at least jo questions pichhle mock tests me galat huwe the kam se kam unpe to nazar lagani padegi kal 2:00p.m. se 5:20p.m. tak hai exam.....
Room no.12 3rd floor.....
Bass paper theek aae.....
And sabko karm anusaar fal mile..... God I dunno mujhe doosro ke marks and baaton se itna affect kyu padta hai.....

Okay now.....

Best of luck to me!!

See yaa!!

Ответить
Shivamnya Sah
Shivamnya Sah - 16.11.2023 16:09

16th Nov 2023
06:30 p.m.

I dunno whats happening but mujhe bilkul padhne ka man ni kar rha and padhne me mann hi ni baith rha..... Physics jaa jaa ke aaj 12 noon ko khatam huwa
.....
Wo bhi kitna huwa hai kitna nai, i mean padha to hai but yaad kitna hai aur kitna nahi mujhe wo bhi doubt hai yaar itna vast syllabus and itne saare formulae aur abhi to aur bhi padhane ko baaki hai..... I hope I save enough time to revise all up so much that exam ke din tak mujhe yaad rhe.....
Aaj finally pending excercise 2 and 3 and Race ke sort out kiye kya kya pend me hai
.....
Bass ye exam khatam ho..... and I'm also thinking ki abhi jo jo revise kiya hai unka weekly revision ka routine banana padega ..... nahi to phir wahi hoga..... bhool jaana..... after all 5 mahine hai abhi neet ko..... (roughly)
.....
Yaar mai waapis se revise karu notes ko hi yaa phir questions dekhu?!..... Sach batau to mujhe bhu bilkul padhne me man ni lag rha as of now.....
Kuchh karna padega.....
Pata ni Vidhi, Maanyata, Violeena, Tanayaa, Ex crush, Ayushree..... wo Vedaant, Jumon etc. ki kya taiyaari hui hai..... upar se is baar to some people I've seen are getting super conscious like Abidur, Aftaar, Tapan, Krishnam etc..... Mujhe toh sochke hi darr lag rha hai..... Aur idhar! Meko padhne ka hi man ni kr rha..... matlab itna to maine nhi padha aur ki is phase ko mai "saturation phase" bol saku..... Gosh!!

Best of luck to me!!

See yaa!!

Ответить
Shivamnya Sah
Shivamnya Sah - 15.11.2023 17:19

15th Nov 2023
07:45 p.m.

Not going well lately..... physics Jo kal khatam hone ka tha wo abhi tak nhi huwa and aaj usi me jaega..... kal aur parso ke plans to bane hai.....
I hope everything goes well and jaldi khatam ho bas ye.....
And gonna be back to the self strategies wala things.....
Dar to lag rha hai tests ke liye..... Pata nhi kya hoga kaisa hoga.....
Test diye huwe bohot time ho chuka hai.....
Baki coaching institutes me kaise padha rhe hai kya padha rhe hai dunno..... sunne me to bohot dar lag rha hai.....

Yaar ye seriousness do pal ke liye aake kyu chali jati hai.....?!

Best of luck to me!!

See yaa!!

Ответить
Shivamnya Sah
Shivamnya Sah - 14.11.2023 16:56

14th Nov 2023
07:23 p.m.

Neend i guess zyada ho rhi hai..... what i guess..... ho rahi hai legit.....
Aaj physics karna thato whi chal bhi rha hai par i doubt khatam hoga ki ni..... coz lately achhe se ho ni rhi ..... padhne ka man hi ni kar rha bilkul bhi.....
Help help help help sos!!
Aaj Maa ka birthday hai.....
Bass ho jaae aaj physics
..... tab target ho jaega yaar
.....
Aur kuchh zyada bolne ko hai ni bass..... wahi aur..... padhne ka mann ni kar rha.....

Best of luck to me!!

See yaa!!

Ответить
Shivamnya Sah
Shivamnya Sah - 13.11.2023 18:31

13th Nov 2023
08:57 p.m.

Days are going neutral ngl.....
Okay I got with Physical chemistry last night as planned but the "................" was not done due to my dearest dearest "souten"..... neend.....

Going through organic chemistry today and aaj raat me complete ho jana chahiye then tomorrow will be a really really hectic day i guess to deal with physics and then parso se questions pe questions mistakes ka review..... also I'm not being able to analyse the excercise 2,3 race works not done yet..... agar aaj jaldi padhke ho jaae to please Mata Rani remind me..... coz the only reason i'm not done with it is i forget about it when there is time.....

Best of luck to me!!

See yaa!!

Ответить
Shivamnya Sah
Shivamnya Sah - 12.11.2023 18:29

12th Nov 2023
08:54 p.m.

Happy Diwali!!
Padh rha hu aur..... not missing home ngl..... though thoda bohot kar rha hu..... aaj physical chemistry khatam karne ka baat tha and first half me to animal kingdom padhna pada..... then ho jaega hopefully aaj but ek doubt hai and that is chemical equilibrium aega ya ni..... syllabus me to nai diya hai but ek exam me aa chuka hai and wanna take no risk.....
Dekhte hai if time permits..... padh hi lunga aur.....
Pehle baaki ka to ho le.....

Kal Organic chemistry padhna hai..... but ek plan hai..... dekte hai kya hota hai aage.....

Best of luck to me!!

See yaa!!

Ответить
Shivamnya Sah
Shivamnya Sah - 11.11.2023 17:33

11th Nov 2023
08:01 p.m.

Well and good.....
Kuchh zyada bolne ko hai nai I just hope jaldi and sahi sahi ye tests beete..... and so that I could get back with my strategies and all.....
Abhi pg me baithe baithe padhai going on..... missing the diwali fun which i've missed for the past year also though..... not to count..... not to show off.....

Aaj ka target hai 11th Biology I hope wo khatam ho jaae raat tak..... Done with Botany and on with Zoology.....
Physiology ke chapters and animal kingdom left.....

Best of luck to me!!

See yaa!!

Ответить
Shivamnya Sah
Shivamnya Sah - 10.11.2023 19:03

10th Nov 2023
09:28 p.m.

Subeh ok time..... Raat ko thoda jaldi..... Zoology done..... Modules dekhne ka plan made.....
Started with Botany module.....
Going theek..... boost still required.....
Shubh Dhanteras!!
Dhanteras is the festival which is observed to celebrate the first appearance of Dhanvantari Devta who is the Lord of Medical sciences and all medicines, who also holds the Amrit kalash..... He appeared amidst the Saagar Manthan.....
May tge Lord be pleased by whatever hard work I could manage and save me a Govt. Medical College Seat.....

Best of luck to me!!

See yaa!!

Ответить
Shivamnya Sah
Shivamnya Sah - 09.11.2023 16:35

9th Nov 2023
06:55 p.m.

Like everyday i open this video it says like "padhlo chaahe kahi se, selection hoga yahi se"..... This is like always reminding me of my studies..... kyaa hoga?! Are the students of that institute studying something else?! Doing some jadu tona?! Shake it off.....
Kal ok time pe soke subeh ok time pe uthe..... kal zoology khatam nhi huwa..... Subeh thoda padha and aaj ho jaega abhu actually self study class tha and sabhi chale aae literally and so mai bhi roommate ke saath chala aaya..... Kal se "chhuttiyaan" hai you know..... strategies are waiting screaming "mujhe bhi start kar de please" har roz ek naye plan ke saath uthta and kabhi thoda ok hoke sota to kabhi niraash hoke..... pata nahi abhi kaise in chhuttiyon ko pura pura utilise karoon?!.....

Aaj first period depressing ho rha tha but baad me achha laga..... then baaku do classes were fine..... All thanks to Maharani.....

Best of luck to me!!

See yaa!!

Ответить
Shivamnya Sah
Shivamnya Sah - 08.11.2023 17:52

8th Nov 2023
08:15 p.m.

Kal raat ko sirf Phyical chemistry ka hi self homework kar paya usme bhi do questions me aisa doubt aaya ki google-uugle kahi se bhi smjh nhi aaya ..... sir khuja khuja ke mera bheja fry ho gya..... then mai so gya 1 baje..... subeh utha baki ka self homework kiya ..... then thoda hi zoology padh paaya kyuki bohot neend aa rhi thi.....

Yaar.....
Agar aisa roz chalta rha tab to mera patta saaf hai..... Bohot log khudko pressure me daal rhe hai..... Yhi test bata dega kaun tar jaega and kaun ghar jaega..... I can't but try and pray..... Dushman bohot hai is baar.....

Zoology aaj khatam hona hi padega..... no excuse.....

Kisike nazar naa pade meri jo bhi padhai thodi bohot ho rhi hai uspe.....

Jai ho meri Saacheya Jyotawaali Maharani ki.....

Best of luck to me!!

See yaa!!

Ответить
Shivamnya Sah
Shivamnya Sah - 07.11.2023 18:04

7th Nov 2023
08:30 p.m.

Today was thoda good again.
I don't know mujhe hasna chahiye ki rona..... Kuchh bhi is happening to me matlab from this last month i guess.....
Kal raat ko padhai ni hui achhe se but I was able to cope it up in the morning shift.....
Coaching me too it was alright ohkay.....
Botany dealt for first review.....
Zoology start kiya hai just.....
Plan ke hisaab se exactly to nhi but ohkay its going aur.....
(NOT AT ALL SATISFACTORY, IN FACT MUCH MUCH DISAPPOINTING AND DUMPING)..... Vidhiiiiiiii urrrghhhhh!!

Best of luck to me!!

See yaa!!

Ответить
Jennifer
Jennifer - 07.11.2023 17:23

Ответить
AllinOne
AllinOne - 06.11.2023 20:53

should we rote learn ncert line by line ?

Ответить
Shivamnya Sah
Shivamnya Sah - 06.11.2023 18:07

6th Nov 2023
08:33 p.m.

This was another worse day.....
Don't wanna speak much today..... Need some therapy..... coz I'm thinking about what has already happened and can't be changed..... it wasn't fair i think..... and so it isn't fair even now..... will life be fair to me ever?

Carrying on with Botany for the test....
Zero satisfaction..... In fact it is in negative..... Bur still.....

Best of luck to me!!

See yaa!!

Ответить
Shivamnya Sah
Shivamnya Sah - 05.11.2023 19:06

5th Nov 2023
09:30 p.m.

Today was fairly good..... Kal raat ko theek time pe soke subeh theek time pe uthe..... padhe then..... physical chemistry ka review complete Kiya then botany start kiya hai..... Aaj baal kata aae..... abhi thana hai ki neet ke baad hi ball kataenge..... but phir bhi is wale exam ke liye kuch dar sa lag rha hai..... aisa lag rha hai ki yahi neet ka result bataega or something like that..... I hope everything goes well..... mai sari cheezein theek se revise kar saku..... And Mera routine "ek near to satisfactory" roop le le..... oh shit! Mai to ye bhul hi gya ki kitna chapters ka excercise 2,3 nahi kiya wo dekhna hai..... aur abhi filhal time bhi ni hai..... ye kaam tab karunga jab padhne ka man naa kare..... kal se phir classes hai..... Uffffff!! Kash mai junior college Jane ki bajaae kisi coaching institute me hi chala jata..... Khair ..... past is past let's try to make the kal better.....

Best of luck to me!!

See yaa!!

Ответить
Shivamnya Sah
Shivamnya Sah - 04.11.2023 18:10

4th Nov 2023
08:30 p.m.

Nazar naa lage pehle hi bol ditta hu..... Actually kal thode theek time pe sona and subeh thoda theek time pe uthne ke kaaran padhai huwa thoda and abhi physical chemistry hi chal rhi hai..... Kal raat ko utna padhna ni huwa test vaste kyuki self Homework bohot tha..... subeh uthke padhe..... thoda soe bhi but thik hai..... satisfaction ko dour rakhte huwe banae rakhna hai ise..... aaj coaching me bhi theek thaak rha din..... chup chaap silence maintain huwa.....
Aisa hi sab kuchh rhe..... bohot din ho gae Maharani Ji se baat nhi hui ..... Please Maa mere se roothi hai kya tu..... mat kar aisa..... sab to teri hi kripa hai..... mai girta hu to utha leti hai..... daata bhi kar mujhe oar kam se kam baat to kar
.....
Aaj pg me paani ni hai pata ni aage kya hoga.....

Best of luck to me!!

See yaa!!

Ответить
ENeRgY SqUAr
ENeRgY SqUAr - 04.11.2023 07:33

Sir can you suggest some MCQ questions book for us please reply 🙏

Ответить
Shivamnya Sah
Shivamnya Sah - 03.11.2023 18:46

3rd Nov 2023
08:26 p.m.

Do din achhe se jata ni hai ki routine dagmagane lagta hai aajkal..... par phir bhi trial chaalu hai ..... Satisfaction kabhi nhi aani chiye.....
Organic karte karte aaj khtm huwa first review..... start kiya hai physical..... baaki zyada kuchh bolna ni hai are haa..... aaj Vio ne mera "No ye No wo" wala page dekh liya and Tanayaa and Nasreen ji ne bhi ..... pata ni kya kuchh socha and apne plans banae honge..... I hope nothing..... Wo log ka prep ka thoda bohot pata laga..... Pata chala ki Vidhi Maanyata log mere baare me discuss kiye the ki aajkal mai itna chupchaap kyu rehta hu..... ye baat se aaj thoooda mai chup chap rehne se vichlit ho gya par I hope kal se wo continue rahe.....

Best of luck to me!!

See yaa!!

Ответить
Shivamnya Sah
Shivamnya Sah - 02.11.2023 17:55

2nd Nov 2023
08:19 p.m.

Aaj aadha din ok gya aur aadha din theek..... first half me thodi der ek alag hi motivation aaya tha pata nahi kya socha tha maine us time ..... ekdum positive positive feel aa rhi thi ..... padha bhi ..... kal raat ko 1:19a.m. ko so gae kyuki bohot neend aai and subeh 7 ko uthke padh rha tha then thodi der phir so gya though not for too long but pata nai ye thodi der aur sona kab khatam hoga.....

Aaj kaise bhi ye organic ka portion khatam karna padega..... then kal se physical chem kar paenge.....

Coaching me aaj thode positive vibes aae..... full satisfaction tab hi aegi jab wapis self study zoro se hogi and teacher ke targets bhi saaath hi saath hote chalenge..... Dushman badh rhe hai..... And dushman ki strategies bhi pata nai chal rhi ye keidin kyuki mai class me ekdam silent ho jata hu na..... I hope sab achha ho.....

Best of luck to me!!

See yaa!!

Ответить
ilanchezhian shanmugapriya
ilanchezhian shanmugapriya - 01.11.2023 18:08

Today i completed
Ionic equilibrium
Gravitation

Ответить
Shivamnya Sah
Shivamnya Sah - 01.11.2023 18:00

1st Nov 2023
08:24 p.m.

Today was okay..... But again Physics Sir ne kuchh zyada hi sachchai bol di and meri strategies ko class me bhandare ki tarah baat diye..... even un strategies ko jo mai start tak nai kar paya abhi tak..... ab agar koi aur mere se pehle un strategies ko start karta hai to Sir ko badduwa lagegi meri haye Raam!!

Organic ka first copy hogya hai second copy start kiya hai..... aaj ya kal me hoga then Physical karna hai aur fir Biology pehle Botany fir Zoology and then Physics again and then to questions moduke ke review karne ke ho sake to new questions lagaane hai..... yha pe "ho sake to" isiliye likha hai maine coz koi cheez mere life me as expected nai hoti..... okay now not gonna whine.....

Okay theek hai abhi kaam pe lagte hai..... ye bhi dekhna hai ki kaunse chapter se maine excercise 2,3 race pearson lagana chhoda hai..... taki kam se kam thoda thoda karke mai kar to saku ek estimate to ho mere paas.....
By the way ye RD Sir kuchh zyada hi tea spill and motivate kar rhe hai doosro ko..... not good not good.....

Best of luck to me!!

See yaa!!

Ответить
Jerry Neet
Jerry Neet - 01.11.2023 08:51

Thanks

Ответить
Shivamnya Sah
Shivamnya Sah - 31.10.2023 18:11

31st Oct 2023
08:32 p.m.

Today was a day that i guess was more or less equally potent to make me almost cry ..... baaki aasu to mere aate hi nahi pata nhi kyu..... As I had decided I kept silence in the hustle bustle..... Funda was sirf zaroorat padne pe bolna..... First period went well and good , second period was interchanged with Zoology which I didn't like coz it soothes to do the Zoology class at the end..... and the last class was boring frustrating irritating IOC due to the teacher..... Zoology class me at at last Sir ne sabko diseases and causative agents yaad karne ko bola..... I did it maine kiya..... ho bhi gya tha i was then sitting silently as i did since first class and then but jab Sir ne mujhse poochha then I got blank..... matlab i can't blame myself in this i mean this is not done now..... I read and memorized it but all of a sudden i don't just know..... Sir ne apne book se mere sir pe ek thakpi lagai..... which I felt soooooooo hurting..... Mai Sir ko kharaab nai paaya par what just happened yaar?!.....
Others are doing excercise 2,3 race and me still lagging behind in those?!..... aur abhi to wo baat bhi nai rahi ki i'm doing something else extra..... like self study ncert self short notes or something.....

Time pe targets poore ni ho rhe..... ho bhi rhe hai kuchh to phir se i'm forgetting what i read..... Can my life be even more f*cked up??!!

What under hell is going on I mean I can't take it anymore!!
I gotta get out of this phase so badd!!

Best of luck to me!!

See yaa!!

Ответить
Shaik Anjum
Shaik Anjum - 31.10.2023 16:23

Thankyou so much
Very well said..
Great video ....
Thank you 😊 dr.anuj pachel

Ответить
Shivamnya Sah
Shivamnya Sah - 30.10.2023 17:58

30th Oct 2023
08:23 p.m.

Last night though i completed the daily Target but yet time was left , an hour and a half..... i took a nap that got converted into the main sleep hours..... Got up at theek time in the morning and started reading but could not go until where i thought..... now I'll have to complete the physics part by tonight then only I'll be able to start organic chemistry tomorrow..... I'll also have to make some time free for biology ncert revision..... plus my self study strategies have totally ceased which means I'm not being able to do anything extra than the others..... this is making me really really apprehensive.....
I'm seeing some people go serious these days who can pose a red signal for me.....

SOS!!

Best of luck to me!!

See yaa!!

Ответить
Shivamnya Sah
Shivamnya Sah - 29.10.2023 18:20

29th Oct 2023
08:45 p.m.

Nahi bataungi kuchh bhi kyuki thoda thoda theek huwa Aaj and bol dungi to nazar lag jaegi and yk..... Are nai agar mai is platform me bhi wai karne laga to kya hi hoga.....
Kal raat basically achhe time pe soe and then subeh bhi achhe time pe uthe and then padhe bhi..... jitna expected tha utna huwa hai abhi tak..... and aage padhungi abhi khana khake ..... sab kuchh milake nai chala ja rha ..... isiliye subjectwise kya kab padha wo nai likh paa rhi aajkal..... chlna hoga sabkuchh milake.....

Best of luck to me!!

See yaa!!

Ответить
t Jayashree
t Jayashree - 29.10.2023 06:41

Very helpful Dr. Anuj😊

Ответить
Shivamnya Sah
Shivamnya Sah - 28.10.2023 18:45

28th Oct 2023
09:11 p.m.

Nothing much to tell today.....
Full on frustration.....
Blanked out in the morning due to what I don't know exactly but there are certainly numerous causes.....
Doing physics today again..... kal tak ho jana chahiye.....
Yet trying.....
SOS time!!

Best of luck to me!!

See yaa!!

Ответить
Shivamnya Sah
Shivamnya Sah - 27.10.2023 18:05

27th Oct 2023
08:23 p.m.

Last night I was able to be up till a favourable time and though I had to use my phone to flee away the sleep and drousiness i still was able to do at least the homeworks self works short notes and current lectures study..... Subeh bhi okay time pe uthe and tried to resist the damn sleep until i slept thoda again..... total 6 and 1/2 hours ho hi gya i guess...... this makes me depressed and what not else..... Coaching me to kota pura ho hi jata hai depression ka and vidhi manyata log abhi nai aa rhi..... Wo log aane ke baad to aur bhi.....

Thennnnn still trying..... bas zyada time naa lag jaae trials ko safal hone me.....

Aaj biology nai physics ka notes copy dekha self study ke time..... Ncert ke short notes examples excercises aur intext questiona bhi to karne hai ..... wo sab kab hoga?
Extra books kab honge?
Excercise 2,3 race jin chapters ke nai huwe wo kab honge?
Hae Bhagwaan..... Bhagwaan kuchh nai karenge mujhe hi karna hai!!

Best of luck to me!!

See yaa!!

Ответить
Shivamnya Sah
Shivamnya Sah - 26.10.2023 18:22

26th Oct 2023
08:36 p.m.

This is not done yaar!! Abhi fir wahi silsila start nai hona..... kal raat ko homeworks karke so gae okay ..... then subeh roommate bhi jaldi utha so mai bhi uth gya and revised abhi tak ka bio class 11 ncert jitna padha tha..... then classes jaane ke baad na..... Aajkal pata nai I think they (my ex-crush and his toli ..... kutte) planned it out during puja vacations or something..... saare teachers ke questions pe they scream out answers and wo bhi teamwork se ..... so teachers ka attention mai apni taraf kar ni paa rha..... and then the Inorganic chemistry teacher..... he is so demotivating ..... he seems more like a businessman..... okay i know there is so much of competetion but i don't need to know that all the time right?! And jaldi karna hai questions ko speed laani hai lekin wo khud karke ghar me practice karke ..... class me seekhte time hi race lagwane se kaise hoga ..... and last period me mere favourite zoology sir ne mujhe misunderstand kar liya..... thoda sa..... i think unko thooda bura laga but nai bhi laga hoga coz i know that i overthink.....

Depression again..... but target set kar liya hai..... so aaj se depression ko thoda rest dete hai side me rakhke and karte hai .......

Best of luck to me!!

See yaa!!

Ответить
Shivamnya Sah
Shivamnya Sah - 25.10.2023 18:17

25th Oct 2023
08:28 p.m.

Aaj class me hi jaake jo thoda padha coz raste me padhai huwa nhi..... This was not good I know and so I'll try to match those losses in these days..... and revision karne ke liye ek target lenge aaj then saari strategies purani waali chal rhi haia nd nai wali bhi almost started hi hai ek ke sivaay wo hai alag books se question practice.....
Thoooooda confidence bhi badha class me.....

Best of luck to me!!

See yaa!!

Ответить
Shivamnya Sah
Shivamnya Sah - 24.10.2023 18:59

24th Oct 2023
09:21 p.m

Depression time..... Reason: I came to know ki ek ladke ko former school se mujhse bhi zyada percentage Mila hai..... though uske sirf 5 subjects the and other unexplainable reasons as well..... But log to ise bahana hi kahenge na..... sirf Dil ko shantwana denge ke liye ye reasons hai..... secondly kal se ghar me jhhagda chalu hai jo jab bhi mai aata hu hota hi hai..... and aaj poore din huwa bilkul shaam Tak..... meri ek friend ko state agriculture exam me seat kya mil gayi sablog mujhe sunaane lage..... fir baad me i also realised the competition in neet 2024 ..... And now i remember ki paper bhi though aane wala hai..... syllabus change ki vajah se.....

"Nice"

Kal waapsi hai, pg ko.....
Jitna padhne ka soch ke aaya tha uska aadha huwa..... baki ke liye class ke beech beech waala strategy lagana padega.....

Kuchh to aur extra sochna karna padega.....and usse pehle aage ki kuchh unstarted strategies to start karna padega.....

Best of luck to me!!

See yaa!!

Ответить
chandan reddy
chandan reddy - 24.10.2023 12:05

i was gettig lost in thoughts and was not able to conc ,wanted to compose myself and here i am😊😊such a positivity pill you are thank you bhaiya😇😇

Ответить
Shivamnya Sah
Shivamnya Sah - 23.10.2023 16:36

23rd Oct 2023
07:02 p.m.

Parso shaam se hi tabiyat thodi theek nhi lag rhi thi and har baar mai beemar hoke ghar aata hu isbaar ghar aake beemaar ho gya..... log keh rhe hai ki weather season and water quality change ki vajah se ye sab huwa hai.....

Kal tabiyat aur kharaab hui..... upar se kal vrat bhi tha..... raat ko i couldn't be up more than 12 and usse pehle bhi padhai achhi hui nhi..... Will this count as a bahaana?

Aaj subeh saadhe aanth baje uth paya coz puri raat neend nhi aai..... Then tab se lekar abhi tak short notes of chemistry padh rha hu..... bilkul bhi idea nhi hai kya hoga aage..... sabhi Durgotsav Mela ghoomne gae hai..... mere aur Daadi ke sivaay..... Will this count as a sacrifice for neet?!

Best of luck to me!!

See yaa!!

Ответить
Shivamnya Sah
Shivamnya Sah - 22.10.2023 18:59

22nd Oct
09:24 p.m.

Isilye bohot zyada target (unachievable to be in fact) kabhi kabhi rakhna chahiye..... tab wo bada target ek achievable date Tak pura ho pata hai..... Aaj short notes se ho jana chiye major test ka portion..... Tab kal se main notes padh lunga..... Kal aur parso..... daily deeds are theek thaak stable.....

Cell the unit of life kiya and chemistry ke short notes kar Raha hu abhi..... Maharani ko dekh aaya ek baar Puja Mandap jaake!!..... Jai ho unki sada hi!!.....

Best of luck to me!!

See yaa!!

Ответить
Shivamnya Sah
Shivamnya Sah - 21.10.2023 18:32

21st Oct 2020
09:00 p.m.

Kal raat ko slept at 1 and subeh wole at 7:30 a.m. then padha..... read Tissues chapter in Biology and currently doing Physics short notes se work energy power.....

Not much hungama today.....
Peaceful.....

Best of luck to me!!

See yaa!!

Ответить
Akanksha
Akanksha - 20.10.2023 20:10

Today I completed : excretory product and their elimination
Photosynthesis in higher plants
Atomic structure
Centre of mass and collision
Electrostatics
100+Question practice
Revised locomotion and movement ,
Respiration in plants , classification of elements and periodicity, chemical bonding

Ответить
Shivamnya Sah
Shivamnya Sah - 20.10.2023 18:32

20th Oct 2023
08:56 p.m.

Kal raat ko ok time pe soke subeh 1/2 ghante late uthne ki vajah se total sleep 6 ghante again..... and aaj to ghar aana tha..... so raste me bhi padhe but thoda so bhi hae..... but in total i revised ncert class 11 biology ka kuchh part as planned pehle se morphology tak and naye se anatomy wala chapter padha.....

Abhi short notes padhunga physics ka dekhte hai kitni dur jaa paate hai.....

Bola tha ki aaj class ni karaenge but I think jo log gae the unlog ki zidd ki vajah se physics thoda padhana pada..... anyways..... Sir ne humare (jo log jaa ni paae) faayde me hi padhaya hai.....

Daily Schedule ko ghar se hi thoda theek karne ka try karenge..... May the planets and stars help.....

Best of luck to me!!

See yaa!!

Ответить
Yash Suryawanshi
Yash Suryawanshi - 20.10.2023 09:56

Background music feels calm and good

Ответить